Tuesday, February 8, 2011

मेरा अपना तजुर्बा है, इसे सबको बता देना - नित्यानंद `तुषार`

Preeti Rawat http://pustkain.blogspot.com/2005/10/blog-post_18.html
क्‍या आप इसी रचना की बात कर रहे हैं

  •  
    Nityanand Tushar kis rachna ,krapya pankti likhein aur savaal spasht karein




  • Preeti Rawat
    ji jarur

    मेरा अपना तजुर्बा है इसे सबको बता देना
    हिदायत से तो अच्छा है किसी को मशवरा देना।

    ...अभी हम हैं हमारे बाद भी होगी हमारी बात
    कभी मुमकिन नहीं होता किसी को भी मिटा देना ।




  • Preeti Rawat per likha to buhut khub hai apane
    buhut hi badiya panktiya hai sir ye bhi





  •  
    Nityanand Tushar isi par ye charcha chal rahi hai ,meri aapatti pahali pankti par hai ,iit jaisi sansthaon mein jane ye khel kabse chal raha hai?




  • Nityanand Tushar

    preeti ji ,aapki ichha hai ,par kya kisi ke comment se kisi galat cheez ko sahi tehraya ja sakta hai ,copy right act 1957,together with 1958 mein saaf saaf likha hai ki kisi creation mein koi change karke bhi koi kuchh karta hai to ye copy ...right act ke anusaar infigement hai ,aur copy right act ka ullanghan DANDNIY APRADH HAI ,i YE TO AAP BHI JANTI HI HONGI .
    Act ki hu -b--hu pankti ye hai

    if he saves himself the trouble and laboure requisite for collecting that information by adopting other`s work with colourable variations,he is guilty of infringement of copyright---page32

    in this act adaption means-
    5.in relaton to any work ,any use of such work involving its rearrangement or alteration -page 2
    AB AAP SAMAJH HI GAI HONGI KI KYA HUA HAI AUR KYA HO SAKTA HAI




  • Preeti Rawat ok ....kya me aapki pankti ek dusari pankti ke sath apne wall per dalu
    agr aapko aapti nahi ho to fir comment dekhte hai apn sab logo ke ki kya sochte hai wo is bare me.... aapke replay ke bad hi dalungi me





  •  
    Nityanand Tushar MERE NAAM SE AAP MERI KAVY PANKTIYAN APNI WALL PAR DAL SAKTI HAIN




  • Nityanand Tushar

    ABHI AAPNE EK COMMENT DIYA THA KISI KA ADHA NAAM LIKH KAR

    KI UNKI PANKTI KE SAATH AAPKI PANKTIYANA PNI WALL PAR

    DALUN ,KYA MAJBOORI RAHI KI VO COMMENT AAPKO HATAKAR USKA
    ...
    NAAM CHHIPA KAR

    AUR SANSHODHIT KAR COMMENT LAGANA PADA ,KRAPYA BATAIEN




  •  
    Vinit Yadav

    ‎@ Tusar ji,
    Sahityik chori kisi bhi hal me bardast nhi ki ja sakti.

    aaapke nam ki pahli yaad jo mere man me hai wo ek kitab ke bare mahai jime aaone "SHIV OM AMBAR"ji ki gajlo ko sanklit kiya hai.tab shayad mai 10th class me tha.

    ...aap nishchit roop se achha likhte hain. mere pas aapki 1 hi kitab hai. heart touching and soft languege me hai.




  •  
    Nityanand Tushar THANKS VINEET JI,YE HI JAGRUKTA CHAHIYE.




  •  
    Nityanand Tushar

    हवा जब तेज़ चलती है तो पत्ते टूट जाते हैं
    मुसीबत के दिनों में अच्छे-अच्छे टूट जाते हैं

    बहुत मजबूर हैं हम झूठ तो बोला नहीं जाता
    अगर सच बोलते हैं हम तो रिश्ते टूट जाते हैं
    ...
    बहुत मुश्किल सही फिर भी मिज़ाज अपना बदल लो तुम
    लचक जिनमें नहीं होती तने वे टूट जाते हैं

    भले ही देर से आए मगर वो वक़्त आता है
    हक़ीक़त खुल ही जाती है मुखौटे टूट जाते हैं

    अभी दुनिया नहीं देखी तभी वो पूछते हैं ये
    किसी का दिल, किसी के ख्व़ाब कैसे टूट जाते हैं

    'तुषार' इतना ही क्या कम है तुम्हें वो देखते तो हैं
    अगर कुछ रौशनी हो तो अँधेरे टूट जाते हैं




  • Nityanand Tushar PREETI JI PASAND KARNE KE LIYE DHANYVAAD,APNE BATAYA NAHIN MAINE ANURODH KIYA THA KI COMMENT AAPNE KYUN CHANG KIY ,PAHLE AAPNE KAVI KA ADHA NAAM LIKHA AAUR PHIR HATA DIYA ,AAKHIR KYN ,ITNE SAVAAL JAVAAB KE BAAD AAPKA KYA NISHKARSH HAI ,AAPKO ,AUANKIT JI ,VVINEET YADAV JI KO SAFAI DENE MEIN BAHUT VAQT LAGA HAI AAP LOG SAHMAT HAIN YA NAHIN KI ABCHORZYADA SAMMANIT HAIN  




  • Preeti Rawat
    nityanand ji
    huaa ye ki mene jese hi comment dala to mujhe mere hi ek frnd ne ye puchha ki tum unka aese naam kese le sakti ho ,,to mujhe laga ki ha ye galat hai jese mene aap se permission li vishnu ji se bhi li thi vese hi kisi bhi vivad m...e unka naam lene se pahle mujhe unki bhi permmions leni hi chahiye...bas yahi soch ker naam hata diya unka mene ,,,,koi or karan nahi tha......per mene aapki kavitaye padi buhut hi sunder likhte hai aap to vishnu ji ko bhi abhi kuchh din pahale hi suna ...unki kavitaye bhi buhut khud hai aap se unki hi wall se judane ko mila....nahi to pata hi nahi tha ki kuchh aesi charchye bhi hai ....kavi jagat me




  •  
    Nityanand Tushar

    Der se hi sahi uttar dene ke liye dhanyvad ,ye vivaad nahin hai ye sachchaai hai jo hum kah rahae hain ,abhi NI.T. SURAT ke ek student ne mjhse phone par kaha hai ki ye to sedhe -seedhe copy paste hai YE STUDENT,VO HAIN ,JINHONE MERI YE ...GHAZAL meri pustak sitam ki umr chhoti hai mein padh rakhi thi ,ab to aap bhi maan lengi ki nayee peedhee tak hammri kavitaien pahunchin hain aur vo log bhi is chori par hairaan hain. aapko itne pramaan dene ki peshkash mere dvara ki gai aur aap ab bhi kisi nishkarsh par nahin hain,AB MAIN BHI HAIRAAN HOON KI AAP KYON EK SHAKHS KA ITNA BACHAAV KAR RAHIN HAIN.AAKHIR AAP LOGON KO SAFAAI DENE MEIN MERA KITNA SAMAY LAGA ,MUJHE APNE AAJ K SARE KARY NIRAST KARNE PADE, KI PATA NAHIN MARKETING TEAM KI YA UNKE ANY SAHYOGIYON KI ORE SE KYA TARK DEKAR ISE ZAYAZ THEHRA DIYA JAYE.




  •  
    Preeti Rawat nahi me koi bachav nahi ker rahi hu kisi ka................
    aapki kavitaye per mujhe buhut pasand aai
     




  • Nityanand Tushar
    Chaliye maan liya ki jo aapne kaha hai ki aap kisi ka bachaav nahin kar rahin hain.
    Asal mein mujhe dukh hota hai ki hamari yuva peedhee ko marketing team ne kachre ko great poem samajhva diya hai ,unki aankhein khulni bahut zaroori hain ,I...SI KI AAD MEIN log chori kar-kar ke great,awesome,celebrity,aur na jane kya,kya bankar masoomon ko bhramit karte rahenge aur unse lakhon rupyon ki vasooli karte rahenge ,aur vastvik kaviyon ko log jaan na jayein ,nyee peedhee na jaan jaye isliye apni websites banakar unka zikr bhi nahin karte hain kyunki unhein us jhoote jaadu ke tootne ka dar rahta hi jo ki lifting ki buniyaad par nirmit kiya gaya hai.




  • Preeti Rawat aap bhi sahi hai apni jagah...............abhi aapki wah wah wali kiliping dekhi buhut badiya lagi




  •  
    Nityanand Tushar http://www.facebook.com/pages/Nityanand-Tushar/190974927592798 yahan aaiye aur jaankari mileg hamare bare mein,hamare lkhe recorded geet sangeet kesaath han,unehin bhi aap sun sakti hain.,vart ,charcha ,aur pasand karne ke hardik dhanyvaad. 




  •  राहुल सागर sorry for late->sir sch samne jarur aayega.....



  • No comments: